Wednesday, 11 March 2015

Suno Tum apna khayal rakhna

Faqat ye iltija hai tum say
K rabtoon ko bahal rakhna

kahin bhi jana kahi b rehna
Magar apna khayal rakhna

Abhi bhanwar mai hai naoo meri
Abhi sitare hain gardishon mai

Main laut ao gi teri janib
Bacha k kuch maah o saal rakhna

Suno Tum apna khayal rakhna

No comments:

Post a Comment

Thankx For Comment